Andheron Mein Tapakta Ujala

Arz kiya hai… Ye sach hai, aaj-kal mai zara mushkilon me hu,Bas zindagi guzaarne ke koshisho me hu…Is darja-e-chur kar diya hai ab thakaan ne,Khud ko khabar nahi, ke kin raaston me hu… Kabhi sochta hoon, ruk jaaun zara sa saans lene ke liye,Par har kadam par zimmedariyon ka bojh saath hai…Muskurata hoon, par woContinue reading “Andheron Mein Tapakta Ujala”

Mil jaaye fursat Zamaane se:

Arz kiya hai… Mil jaaye fursat agar zamaane se,To haal mera bhi puchlena kisi bahane se.Woh chhoti si khushi jo kabhi dil mein basi thi,Ab yaadon ki raahon mein dhal jaane se. Har pal jo tere bina guzra,Jaise raat andheri ho, bina chaand ke, bina sitaaron ke.Meri khamoshi bhi kuch kehna chahti hai,Par lafzon kaContinue reading “Mil jaaye fursat Zamaane se:”

Be-inteha Muhabbat:

Tum chaho ya na chaho… par mera dil hamesha tumhara hi rahega Zulfikar Inamdar Arz kiya hai… Kabhi zindagi mein keh nahi paaya,Lekin aaj dil se yeh keh deta hoon…Tum chaho ya na chaho, samjho ya na samjho,Phir bhi main tumhara beshumaar intezaar karta hoon. Raaton ki syaahi mein bhi tera chehra chamak sa jataContinue reading “Be-inteha Muhabbat:”

Soch Kar Laut Aana:

Main har dard ko chup-chaap tumhi pe daal deta hoon…Aur apne dil ko bas ek aur saal deta hoon Zulfikar Inamdar Arz Kiya hai… Kya tumhe sach-me laut kar nahin aana…?Soch lo… main tumhein ek aur saal deta hoon,Dil ke darwaze band nahi kiye abhi tak,Bas waqt ke saath thoda sa haal deta hoon… TumContinue reading “Soch Kar Laut Aana:”