Mera Pyaara Rab Jaanta hai:

Arz kiya hai… Nasnas se jaanta hai, ragrag jaanta hai,Mujhko logo se behtar, mera pyaara Rab jaanta hai. Jo dil ke armaan chupaye hain, woh bhi samajhta hai,Har aansu, har muskaan ka, woh hamesha saath jaanta hai. Dard ke raaston mein bhi, roshni ka paigham laata hai,Har gum ke baadal ke peeche, ek nayi subahContinue reading “Mera Pyaara Rab Jaanta hai:”

Sab ko Khush Rakte Rakhte

Arz kiya hai… Sab ko khush rakhte-rakhte,Apni khushi ne khudkhushi kar li,Main muskurahaton ka thekedar tha,Par rooh ne chup-chaap apni aadat badli. Jis seene ne sabke gham ka bojh uthaya,Us seene me hi sau sau zakhm pal gaye,Maine unke ashkon ko pocha tha roz,Par mere aansu aaj tak beh jaane ko muthaj ho gaye. HarContinue reading “Sab ko Khush Rakte Rakhte”