🌙 “Bebasi Ki Raaton Ka Safar:

đź’¬ Quote:“Kuch log humari zindagi me bas yaadon ke liye aate hain… aur kuch dard ke saath reh jaate hain.” Arz kiya hai… Aur kya karu main is bebasi ke haal me,Dil ko sambhaalta hu par toot jaata har sawaal me. Raat ki tanhai har pal mujhe pukaar leti hai,Main yaadon ke jangal me khoContinue reading “🌙 “Bebasi Ki Raaton Ka Safar:”

✨ Khamosh Pasand:✨

Arz kiya hai… Baaz auqaat hamara milna logon ne kiya nahi pasand,Isliye akele rehkar apna keemti waqt khushi se guzaar dete hain. Jo samajh na sake hamari khamoshi ka matlab,Unhe hum apni mehfil se aahista aahista nikaal dete hain. Har kisi ko zaroori nahi samjha humne apni zindagi me,Kuch rishton ko waqt ke saath khudContinue reading “✨ Khamosh Pasand:✨”

✨ Tanhaai aur Mohabbat:✨

Arz kiya hai… Kayi mahino se tanha rehta hoon is makaan me,Ab ye ghar kaatne ko dauta hai, har kona yaad dilaata hai. Mumkeen ho to mera hisaab karde ai zindagi,Kisika saath paane ka dil karta hai, magar raaste andheron me gum ho jaate hain. Kisika intezaar taweel, tar-taweel ho gaya,Har ghadi sirf umeed aurContinue reading “✨ Tanhaai aur Mohabbat:✨”

✨ Ungliyon Ka Sach – Safar-e-Insaniyat: ✨

Arz kiya hai.., Lab nahi sambhalte, zabaan nahi rukti,Dil nahi pisajhta kisiko ilzaam dene ke liye. Insaan bhool jaata hai… ek ungli dusro par uthata hai,Aur teen ungli khud ki taraf hoti hai, sharm na hone ke liye. Har nuks ko sirf doosron me ginate hai,Apne kamzori aur khataon ka bojh kabhi nahi uthaate hai.Continue reading “✨ Ungliyon Ka Sach – Safar-e-Insaniyat: ✨”

Zindagi & Maut – Safar-e-Haqeeqat:

Insaan ko sab kuch maloom hota hai…Bas apne aakhri lamhe ka ilm nahi hota. – Zulfikar Inamdar Arz Kiya hai… Muqarrar hai waqt insaan ka is duniya se alwida kehne ka,Magar dil jo ghaflat me hai, wo maanta nahi sach kehne ka. Maut ko roz dekhta hai, par sabak leta nahi,Khud ko be-niyaz samajhta haiContinue reading “Zindagi & Maut – Safar-e-Haqeeqat:”