Waqt to Lagega:

Bhula denge tumko, zara sabr to rakho… Arz kiya hai… Bhulaa denge tumko, zara sabr to rakho,Rag-rag mein base ho, thoda waqt to lagega. Dil ko samjhaane ki koshish kar rahe hain,Par dil bhi ajeeb hai…Jisne dard diya, wahi aaj tak usko tasalli deta jaa raha hai.Is uljhan ko suljhaane mein waqt lagega. Tum gayeContinue reading “Waqt to Lagega:”

Yaa Rab… Bas tu hi tu…:

What bores you? Arz kiya hai… Auqaat hi kahan ke tujhse gila bhi kar sakoon, yaa Rab,Jo dard bhi mila mujhko, usi mein tera adab tha, yaa Rab. Har ek saans mein teri hi qudrat ka ujala tha,Jo andhera mujh pe barsa, mera hi ek sabab tha, yaa Rab. Teri rehmat ka dariya to sadaContinue reading “Yaa Rab… Bas tu hi tu…:”

Aazmaayishon Ka Safar:

yun hi aazmaata rehta hu logon ko,Koi sachcha mile to dil se laga kar chala jaata hai… Arz kiya hai… Kahaan milta hai samajhnewaala,Jo bhi milta hai samjhakar chala jaata hai… Humne khol diye the dil ke saare saaz,Magar har koi bas sun kar chala jaata hai… Kisi ne dard ki teh tak utarna hiContinue reading “Aazmaayishon Ka Safar:”