Jisne bhi diya ek qatra saath hamara,Rahi zindagi to samandar lautayenge… Arz kiya hai… Raat ne aaj phir mere zakhmon ko awaaz di,Main chup tha, par dard ne dil ke darwaze khol diye. Hawa bhi aaj kuch dheemi si chal rahi thi,Jaise wo bhi mere gham par duaayein bol rahi thi. Wo yaad… jo kabhiContinue reading “Ek Qatra Saath ka:”
Tag Archives: dailyprompt
Mamta ka Safar:
Mere dil me bas ek sach hai Saaf saaf,“Na maa rahi, na saaya, par mamta ki roshni saath.” Mamta Ka Safar Arz kiya hai Jiski bachpan me maa ka saaya na raha,Uske dil me bhi pyaar ka jahan basa na raha. Har subah ek khamoshi ka saaya sa lagta,Har raat me sapno ka ek tanhaContinue reading “Mamta ka Safar:”
Yaa Rab… Bas tu hi tu…:
What bores you? Arz kiya hai… Auqaat hi kahan ke tujhse gila bhi kar sakoon, yaa Rab,Jo dard bhi mila mujhko, usi mein tera adab tha, yaa Rab. Har ek saans mein teri hi qudrat ka ujala tha,Jo andhera mujh pe barsa, mera hi ek sabab tha, yaa Rab. Teri rehmat ka dariya to sadaContinue reading “Yaa Rab… Bas tu hi tu…:”
Aazmaayishon Ka Safar:
yun hi aazmaata rehta hu logon ko,Koi sachcha mile to dil se laga kar chala jaata hai… Arz kiya hai… Kahaan milta hai samajhnewaala,Jo bhi milta hai samjhakar chala jaata hai… Humne khol diye the dil ke saare saaz,Magar har koi bas sun kar chala jaata hai… Kisi ne dard ki teh tak utarna hiContinue reading “Aazmaayishon Ka Safar:”
Chalakiya:
Arz kiya hai: Thodi si chalakiya mujhe bhi sikha de ai Zindagi,Har qadam pe masoomiyat ab bojh si lag rahi hai. Log muskurate hai lekin irade kuch aur rakhte hai,Har nazar ki meherbani bhi ab mehngi padh rahi hai. Sach bolne ki aadat ne kitni baar rulaya hai,Jhooth ki mandiyon me hamari qeemat gir siContinue reading “Chalakiya:”
Khamoshi Ek Jazbaat
Dil ke jazbaat ko lafzon ki zarurat nahi hoti Dil ke jazbaat ko lafzon ki zarurat nahi hoti Dil ke jazbaat ko lafzon ki zarurat nahi hoti, Har pal aankhon mein bas ek kahani hoti. Har dhadkan ke saath chhupke se baatein bolti hai, Aur har khamoshi mein, sirf dil hi sunta hoti hai. JiseContinue reading “Khamoshi Ek Jazbaat”