Duaaon Se Chalnewaale Rishte:

Arz kiya hai… Saalon baad kabhi milunga tumse,Tab bhi waise hi khamosh sa reh jaunga…Nigahon ke jhilmil se bach kar,Apne hi saaye mein lipat kar guzarta jaunga. Zamaane bhar ki baaton se kya lena,Hum to abhi tak usi mod par thahre hue hain…Jahan tum ne pal bhar ko ruk kar dekha tha,Aur hum umar bharContinue reading “Duaaon Se Chalnewaale Rishte:”

Yaa Rab… Bas tu hi tu…:

What bores you? Arz kiya hai… Auqaat hi kahan ke tujhse gila bhi kar sakoon, yaa Rab,Jo dard bhi mila mujhko, usi mein tera adab tha, yaa Rab. Har ek saans mein teri hi qudrat ka ujala tha,Jo andhera mujh pe barsa, mera hi ek sabab tha, yaa Rab. Teri rehmat ka dariya to sadaContinue reading “Yaa Rab… Bas tu hi tu…:”