🌙 “Aakhri Deed Ka Intezaar” 🌙

“Kuch intezaar zindagi se lamba hota hai… aur kuch mohabbat maut ke baad bhi khatam nahi hoti.” – Zulfikar Inamdar 🌙 “Aakhri Deed Ka Intezaar” 🌙 Arz Kiya hai… ke.. Tere husn ka deedar ho jaye… to kya bura hai…Meri aankhon ne toh kabka duniya se parda kar liya hai,Ab bas teri ek jhalak hiContinue reading “🌙 “Aakhri Deed Ka Intezaar” 🌙”

Sabr ke Baad ka Sitara:

“Jab Rab deta hai, to be-hisaab deta hai — aur jab aazmata hai, to intekhaab bhi wohi karta hai.”“Tere sabr ka waqt lamba tha… isliye tera ajar bhi bada hoga.” – Zulfikar Inamdar “Sabr Ke Baad Ka Sitara:” Arz kiya hai… Raat ka parda gir gaya, chand bhi aadha sa udaas tha,Hawa me thandak thi,Continue reading “Sabr ke Baad ka Sitara:”

Zikr-e-Kamzori:

“Main bura isliye nahi ke main ghalat hoon…main bura isliye hoon,kyunki main woh sach hoonjise dekh kar har kamzor insaan apni nazar jhuka leta hai.” – Zulfikar Inamdar “Zikr-e-Kamzori:” Arz kiya hai ke… Kya ajeeb tamasha hai…Ke har zubaan par mera hi tazkira hai,magar har alfaaz mein shikayat ka rang hai.Mujhe bura kehne walon kiContinue reading “Zikr-e-Kamzori:”

Aakhri Sadaa:

“Tanha rehna itna mushkil nahi hota…Jitna yeh samajhna ke koi tha hi nahi.” “Dard ka sabse gehra roop woh hota hai…Jahan aansu bhi saath chhod dete hain.” “Insaan jab andar se toot jaata hai…To phir uski khamoshi hi uski zubaan ban jaati hai.” “Rab se doori nahi hoti…Bas insaan apne dard mein itna kho jaataContinue reading “Aakhri Sadaa:”

Mohabbat Jo Kabhi Keh Na Saki:

“Kabhi kabhi mohabbat ka sabse gehra izhaar… alfaaz nahi, khamoshi hoti hai.” – Zulfikar Inamdar Mohabbat Jo Kabhi Keh Na Saki: Arz kiya hai ke… Mai kyu kahu usse ke mujhse baat karle…Usay nahi pata, ke uske bagair mera dil nahi lagta… Kabhi kabhi sochta hoon… shayad main hi zyada mehsoos kar leta hoon sabContinue reading “Mohabbat Jo Kabhi Keh Na Saki:”

Khamoshi Mein Likhi Dua;

“Kabhi kabhi mohabbat milne ke liye nahi hoti…balki Allah tak pahunchne ka raasta hoti hai.” 🌙💔 – Zulfikar Inamdar Khamoshi Mein Likhi Dua: Arz kiya hai Kabhi tumse keh nahi paya…Shayad lafz mere paas the,Par himmat mere dil ke paas kabhi nahi thi.Har baar dil tum tak aata,Magar honton tak aate-aateKhamoshi ban jaata tha. AajContinue reading “Khamoshi Mein Likhi Dua;”

🌙 “Samandar-e-Wafa;”

“Kuch mohabbatein milti nahi…magar zindagi bhar rulane ka haq zarur le jaati hain…” -Zulfikar Inamdar 🌙 “Samandar-e-Wafa:” Arz kiya hai ke… Ai meri zindagi ke samandar me rehne waali meri chahat, meri ulfat, mera pyaar…kya tu bhool gayi mujhe… tujhe meri yaad nahi aati? Main aaj bhi wahi hoon…usi kinaare par…jahan tu ne mera haathContinue reading “🌙 “Samandar-e-Wafa;””

“Naseeb Se Pare Ek Mohabbat:”

“Har mohabbat ka anjaam milna nahi hota…Kuch mohabbatein rooh me bas kar, khuda tak pohcha deti hain.” ❤️🌹✨ -Zulfikar Inamdar “Naseeb Se Pare Ek Mohabbat” Arz kiya hai ke… Kahaan se laaun aisa naseeb, ke wo sirf meri ho jaye…Ya phir itni himmat de de khuda,Ke main uske bina bhi jee jaun… Kyuki ab yeContinue reading ““Naseeb Se Pare Ek Mohabbat:””

💔 Awaaz… Jo Yaadon Mein Kho Gayi :💔

“Awaaz dene wale aksar thak jaate hain… aur jab woh chup ho jaayein, tab kahani khatam ho jaati hai.” – Zulfikar Inamdar 💔 Awaaz… Jo Yaadon Mein Kho Gayi 💔 Arz Kiya hai… Ke… Tujhe de raha hoon awaaz tadap kar mere dil ki gehrayi se,Abhi tak meri awaaz nahi pohchi kya…?Aisa lagta hai jaiseContinue reading “💔 Awaaz… Jo Yaadon Mein Kho Gayi :💔”

Agar Main Chala Jaun:

“Log jaate nahi… bas waqt unhe humse dheere dheere chheen leta hai…Aur jo reh jaata hai, woh sirf yaadein nahi hoti…woh ek aisa dard hota hai jo muskurahat ke peeche bhi ro deta hai…” – Zulfikar Inamdar “Agar Main Chala Jaaun…” Arz kiya hai… Agar main duniya se chala jaaun, to jaane dena…Meri khamoshi koContinue reading “Agar Main Chala Jaun:”