❤️Maa Ke Baad…:

“Maa ke baad ghar ka pata nahi badalta, magar ghar ka matlab badal jaata hai. Darwaaza wahi hota hai, kamre wahi, deewarein wahi—bas woh ek shakhs nahi hota jiske liye hamari umr, haisiyat aur kamyabi ki koi qeemat nahi thi; jiske liye hum sirf uske bachche the. Maa chali jaati hai, aur tab samajh aataContinue reading “❤️Maa Ke Baad…:”