“Khamoshi wo raaz hai jo lafzon se zyada saccha hota hai…Aur dard wo mehmaan hai jo hamesha bina awaaz ke aa kar sabak de jaata hai.” – Zulfikar Inamdar 🌑 Ankahi Baaton Ka Saaya 🌑 Arz kiya hai… ke… Sochta hu ke kuch kisise kahu…Aur phir sochta hu, nahi kaha wo hi accha hua…Ajeeb siContinue reading “Ankahi Baaton Ka Saaya:”
Tag Archives: dailyprompt
Rooh Ki Awaaz:
“Kabhi kabhi kisi ki yaad itni gehri ho jaati hai,ke rooh awaaz deti rehti hai…par samne wala kabhi sun hi nahi pata.” – Zulfikar Inamdar 🌙 “Rooh Ki Aawaaz” Usey kya khabar ke mai khwaab hu,Wo jo ghum hai mere sapno ki haqiqat me…Mai chup sa rehta hu, lekin meri khamoshi ke neecheUska naam rozContinue reading “Rooh Ki Awaaz:”
Jab Usne Milkar Kaha:
“Kuch chehre dil se nahi utarte… chahe saari duniya unhe bhool jaaye.” – Zulfikar Inamdar Jab Usne Milkar Kaha… Arz Kiya Hai… Jab usne milkar kaha, “Bas Zulfi… bhool gaye?”Ye lafz sunte hi andar ke saare sahare toot gaye…Mere haath-pair ek dum se sann sa ho gaye…Jaise saari umeedein beech raste hi thokar kha karContinue reading “Jab Usne Milkar Kaha:”
Chorhna Na Padhe…
“Mohabbat kabhi chhodne ka naam nahi…Par kabhi kabhi insaan ki majboori, aur beparwahiUske dil ko chhodne pe majboor kar deti hai.” – Zulfikar Inamdar Chorna Na Padhe… Arz kiya hai… ke Mai chahta nahi hu tujhe chhorna, magar…Itna bhi mat sataa, ke tujhe chhorna pade…Har lamha, har pal, teri yaadon ki barish me bheegta hoon,ParContinue reading “Chorhna Na Padhe…”
Main Hi Galat Tha…
“Logon ne mujhe galat tab bola… jab maine unke jhooth se zyada apni sacchai pe yaqeen rakha.” – Zulfikar Inamdar Main Hi Galat Tha… Arz kiya hai… ke… Har waqt lagta hai ke main hi galat tha,jaise meri har saans kisi gunaah ka pata deti ho,jaise meri sacchai ka bojhmeri hi peeth todne ke liyeContinue reading “Main Hi Galat Tha…”
Bardaasht Ke Saaye:
“Har muskaan ke peeche ek toofan chhupa hota hai,Aur har chhupaye gaye aasu, ek kahani kehte hain.” – Zulfikar Inamdar Bardaasht Ke Saaye: Arz kiya hai ke…. Koyi kya lagayega meri bardaasht ka andaaza,Maine mar jaane jaisa waqt bhi jee kar guzara hai…Jab saans bhi bojh ban jaaye, aur khamoshi cheekh ban jaaye,Tab zindagi koContinue reading “Bardaasht Ke Saaye:”
Kaash Woh Laut Aaye…
“Mohabbat ka asli rang tab dikhta haiJab doori ke bawajood, har dhadkan sirf ek hi naam ke liye dhadakti hai.” – Zulfikar Inamdar Kaash Woh Laut Aaye…— ek bechaini, ek mohabbat jo kabhi kam nahi hoti Arz kiya hai… ke… Kaash woh laut aaye…Aur aate hi meri taraf ruk kar dekheJaise uski zindagi ka harContinue reading “Kaash Woh Laut Aaye…”
Mitti Ka Safar:
“Mohabbat sirf paane ka naam nahi…Mohabbat jeene, bardasht karne, rooh ko gehra karne, aur Khuda ki rehmat ko mehsoos karne ka naam hai.” – Zulfikar Inamdar Mitti ka Safar: Arz kiya hai ke… Na koyi saath tha mere,Na koyi saath hai mere,Woh muskaan jo dil ko choo jaati thi,Aaj sirf yaadon me ghuli rehti hai…AurContinue reading “Mitti Ka Safar:”
Khamoshi Ke Baad:
“Zinda logon ko pyaar aur qadr de diya karo… Varna maut ke baad sirf afsos reh jaata hai.” – Zulfikar Inamdar Khamoshi Ke Baad: Arz kiya hai Maut ke baad hum samajh me tab hi aayenge,Jab yaadon ki bheed me sirf ek parchhai ban jaayenge.Zindagi bhar jo humne chup rehkar saha,Wahi sab logon ke dilonContinue reading “Khamoshi Ke Baad:”
Muhabbat Ka Silsila:
“Ishq tab hi be-misaal hota hai, jab rooh se nikle… warna dil to har din kisi ko dhoond leta hai.” – Zulfikar Inamdar ✨ “Muhabbat Ka Silsila…:” ✨ Arz kiya hai… Jism to ek din waqt ki raahon me khamosh ho jana hai,Usse sajaa-sawaar kar bhi mohabbat kya paana hai.Agar rooh me ishq ka noorContinue reading “Muhabbat Ka Silsila:”