Mohabbat ki dooriyon mein sabse zyada dard tab hota hai,Jab dil abhi bhi usi ek chehre ka intezaar karta ho. Zulfikar Inamdar Mohabbat ki Dooriyaan: Arz kiya hai… Tute hue kaanch ki tarah chaknachur ho gaya,Kisiko chub na jaaun isliye sabse durr ho gaya… Mohabbat ke safar me kitni manzilein thi meri,Par har mod parContinue reading “Mohabbat ki Dooriyaan:”
Tag Archives: dailyprompt
Be-inteha Muhabbat:
Tum chaho ya na chaho… par mera dil hamesha tumhara hi rahega Zulfikar Inamdar Arz kiya hai… Kabhi zindagi mein keh nahi paaya,Lekin aaj dil se yeh keh deta hoon…Tum chaho ya na chaho, samjho ya na samjho,Phir bhi main tumhara beshumaar intezaar karta hoon. Raaton ki syaahi mein bhi tera chehra chamak sa jataContinue reading “Be-inteha Muhabbat:”
Soch Kar Laut Aana:
Main har dard ko chup-chaap tumhi pe daal deta hoon…Aur apne dil ko bas ek aur saal deta hoon Zulfikar Inamdar Arz Kiya hai… Kya tumhe sach-me laut kar nahin aana…?Soch lo… main tumhein ek aur saal deta hoon,Dil ke darwaze band nahi kiye abhi tak,Bas waqt ke saath thoda sa haal deta hoon… TumContinue reading “Soch Kar Laut Aana:”
Khamoshi Ke Saaye
Woh jo mera tha hi nahi… phir bhi rooh ke har kone mein basi hai uski khamoshi The one who was never mine…Yet in every corner of my soul, their silence resides Zulfikar Inamdar Arz kiya hai… Mera hansta hua chehra… aaj itna udaas kyun hai…Meri aankhon mein… chhupi be-kaar si pyaas kyun hai… JoContinue reading “Khamoshi Ke Saaye”
Waqt to Lagega:
Bhula denge tumko, zara sabr to rakho… Arz kiya hai… Bhulaa denge tumko, zara sabr to rakho,Rag-rag mein base ho, thoda waqt to lagega. Dil ko samjhaane ki koshish kar rahe hain,Par dil bhi ajeeb hai…Jisne dard diya, wahi aaj tak usko tasalli deta jaa raha hai.Is uljhan ko suljhaane mein waqt lagega. Tum gayeContinue reading “Waqt to Lagega:”
Ek Qatra Saath ka:
Jisne bhi diya ek qatra saath hamara,Rahi zindagi to samandar lautayenge… Arz kiya hai… Raat ne aaj phir mere zakhmon ko awaaz di,Main chup tha, par dard ne dil ke darwaze khol diye. Hawa bhi aaj kuch dheemi si chal rahi thi,Jaise wo bhi mere gham par duaayein bol rahi thi. Wo yaad… jo kabhiContinue reading “Ek Qatra Saath ka:”
Mamta ka Safar:
Mere dil me bas ek sach hai Saaf saaf,“Na maa rahi, na saaya, par mamta ki roshni saath.” Mamta Ka Safar Arz kiya hai Jiski bachpan me maa ka saaya na raha,Uske dil me bhi pyaar ka jahan basa na raha. Har subah ek khamoshi ka saaya sa lagta,Har raat me sapno ka ek tanhaContinue reading “Mamta ka Safar:”
Yaa Rab… Bas tu hi tu…:
What bores you? Arz kiya hai… Auqaat hi kahan ke tujhse gila bhi kar sakoon, yaa Rab,Jo dard bhi mila mujhko, usi mein tera adab tha, yaa Rab. Har ek saans mein teri hi qudrat ka ujala tha,Jo andhera mujh pe barsa, mera hi ek sabab tha, yaa Rab. Teri rehmat ka dariya to sadaContinue reading “Yaa Rab… Bas tu hi tu…:”
Aazmaayishon Ka Safar:
yun hi aazmaata rehta hu logon ko,Koi sachcha mile to dil se laga kar chala jaata hai… Arz kiya hai… Kahaan milta hai samajhnewaala,Jo bhi milta hai samjhakar chala jaata hai… Humne khol diye the dil ke saare saaz,Magar har koi bas sun kar chala jaata hai… Kisi ne dard ki teh tak utarna hiContinue reading “Aazmaayishon Ka Safar:”
Chalakiya:
Arz kiya hai: Thodi si chalakiya mujhe bhi sikha de ai Zindagi,Har qadam pe masoomiyat ab bojh si lag rahi hai. Log muskurate hai lekin irade kuch aur rakhte hai,Har nazar ki meherbani bhi ab mehngi padh rahi hai. Sach bolne ki aadat ne kitni baar rulaya hai,Jhooth ki mandiyon me hamari qeemat gir siContinue reading “Chalakiya:”