“Main qarzdaar zaroor ho gaya hoon,magar umeed se khaali nahi…Duniya mera hisaab poochh rahi hai,aur main apne Rab ki rehmat ka intezaar kar raha hoon.Mujhe yakeen hai—ek din meri majbooriyon se zyadamere Rab ki rehmat ka zikr hoga.” -Zulfikar Inamdar Abhi Imtihaan Baaki Hai: Arz kiya hai… Main thak gaya hoon apni zindagi se,Apnon kiContinue reading “Abhi Imtihaan Baaki Hai:”
Tag Archives: dailyprompt-2884
🖤 “Agar Main Apni Kahani Likhun…”
“Meri kahani mein tumhara naam shayad kahin likha na mile, kyunki kuch mohabbatein lafzon mein nahi likhi jaati… woh har us jagah mehsoos hoti hain, jahan likhne wala kuch kehne se pehle khamosh ho jaata hai.” -Zulfikar Inamdar 🖤 “Agar Main Apni Kahani Likhun…” Arz kiya hai… Aaj dil ne kaha,“Chal… apni kahani likhte hain…”Continue reading “🖤 “Agar Main Apni Kahani Likhun…””
🖤 “Mere Andar Ka Woh Shakhs Mar Gaya…”
“Mujhe dard is baat ka nahi ke log badal gaye…dard toh is baat ka hai ke unhe samajhte-samajhtemain khud woh insaan nahi raha, jo kabhi hua karta tha.Phir bhi ek cheez bacha kar rakhi hai—mera dil;kyunki mujhe todne walon ki sabse badi haar yahi haike main toot kar bhi unke jaisa nahi bana.” ❤️🩹 -ZulfikarContinue reading “🖤 “Mere Andar Ka Woh Shakhs Mar Gaya…””